LawRato

My wife left me from last 8 months.give legal advice.


30-Jan-2023 (In Family Law)
Mein(37 yrs) aur meri wife(36 yrs) 8 mahine se alag hai,hamari shadi 3 dec 2017 ko hui hai aur woh 12 may 2018 se apne ghar par hai.baar baar bulane par bhi woh nahin aa rahi hai.shadi ke baad se 10-10 din karke woh 1 mahine apni sasuraal mein rahi hai.meri patni aur uske pariwaarwale mujhpar sawaab daal rahe hai ki apne pariwaar se alag ho.aur mein apne saas sasur ki seva karu.woh mujhpar aur mere pariwar par galat aarop laga rahe hain.ab woh log court mein case karne ki dhamki de rahe hai .Kya koi court case ho sakta hai aur mujhe kya karna chahiye.
Answers (1)

Answer #1
866 votes
आप सबसे पहले कोर्ट में सेक्शन 9 HmA में आवेदन दे लड़की ने जो आपके समाज से त्याग किया है कोर्ट डिक्री कर लड़की को आपके साथ रहने का आदेश पारित कर सकती है।तथा साथ ही sp को आवेदन दे कि आपको दहेज या अन्य कोई मामले में झूठा फसाए जाने की आशंका है
Helpful? LawRato LawRato

Disclaimer: The above query and its response is NOT a legal opinion in any way whatsoever as this is based on the information shared by the person posting the query at lawrato.com and has been responded by one of the Divorce Lawyers at lawrato.com to address the specific facts and details.

Report abuse?

Comments by Users

No Comments! Be the first one to comment.

"lawrato.com has handpicked some of the best Legal Experts in the country to help you get practical Legal Advice & help."