LawRato

divorce on the ground of no consummation of marriage


11-Jan-2023 (In Divorce Law)
meri biwi ne mujhe 498a, 379 ke case kiya bhojpur se, jisme me bail par hun, phir maine uspar divorce ka case kiya, case ke dauran judge ne meri biwi ko ghar le jane ko kaha, me use ghar le aaya but koi saririk samband nahi hua aur just 5 dino me maine use court ke thru wapas bhej diya. usne mujh par phir se 379 case ki dhanbad se, jisme maine phir se bail hua. to main janna chahata hun kiya kya mujhe divorce mil sakta hai ki nhi.
Answers (4)

Answer #1
863 votes
divorce ka liya ground tayer karna hoga abhi one time settlement karke divorce milta hai lekin apka son/daughter hone se thora deri hoga r aap kab sadi hua kitna din hua sadi ka e sab details me chaiya
Answer #2
719 votes
Venerated Sir,
Mai apko yaah batana chahunga ki apki patni do baar same footing par to jagah case nahi kar sakti kyoki matter already same section par bhojpur mai pending hai to ish ground par aap patni ke case ko challeng kar sakte hai. Bhartiye kanoon ke anusar aap shadi viched arthat divorce ka case patni par kar sakte hai kyoki ye alag prakriya hai. Aap vayavahaar nayalay ( Civil Court) mai apne case mai nayaalay ko bataiye ki hamlog ab sath nahi rah sakte aur agar patni taiyaar hai to mutual divorce file kijiye nahi to seperate divorce file kariye. Jyada kanooni sahaykta ke liye mujhe lawrato ke madhyam se call karen....
Answer #3
719 votes
Ha mil sakta hai.aapke batye gaye bato se bahut kuch clear nahi ho raha hai.case puri details bhejiye .and kisi bhi case (379) se divorce suit me bahut asar nahi padta hai.aapki biwi ne Dhanbad se fir ya cp case kiya?puri jankari se.
Answer #4
538 votes
Aap nay divorces ka case kaha filled kiya ha . Divorces mil sakta ha mutual say one time settlement say ha .ya wife say 2years say alag rahrahy ho ya wife dissabal ho ya ko venereal disease say grashit ho

Disclaimer: The above query and its response is NOT a legal opinion in any way whatsoever as this is based on the information shared by the person posting the query at lawrato.com and has been responded by one of the Divorce Lawyers at lawrato.com to address the specific facts and details.

Report abuse?

Comments by Users

No Comments! Be the first one to comment.

"lawrato.com has handpicked some of the best Legal Experts in the country to help you get practical Legal Advice & help."