LawRato

How is grandfathers property divided amongst grandchildren ?


03-Jan-2023 (In Property Law)
My grandfather was a maharaja of my village he has 2 heritage property one is in village of Madhya Pradesh and the 2nd one in Udaipur. Mere bade papa yani mere pita ke bade bhai ne 1947 mein mere pita aur unke bich bhai batwara kiya jismein likha gya ki agar village ki heritage property ke aivaj mein unko udaipur ki property di jaye. Fir baad mein mere pita ko pareshaan karke unse yeh bhi likhwa liya ki unko koi hak nhi chaiye aur fir aage mein jab nabalik tha tab meri mother ke naam par fir se yeh bol kar likhwa diya ki village ki heritage property ki aivaj mein ussi village mein ek choti si jamin ki registration karwa diya aur Udaipur mein joh property hai usse hotel Bana liya aur usse kama kar 2 aur hotel le liye Udaipur mein mere pita aur bade papa dono ki death ho gyi mere bade papa ke doh son hai ek village mein 3 heqture jamin aur ek Udaipur mein puri property mein hai aur mere hisse mein kewal 4500 sq feet jamin kya mein apne grandfather ki heritage property par equal hak lesak
Answers (1)

Answer #1
808 votes
Yeh parental property hai tatha aap is property me barabar ke hissedar hai Jaise ki aapke bade papa evam aapke papa barabar ke hissedar the usi hisab se aage property aapko milna chahiye thi, aapko iske liye civil court me puri property par case lagana chahiye tatha apne hisse ki mang karna chahiye, agar us property me hotel banaya gaya to usme bhi aapka hissa hai usme se apne share ke liye aapko civil me case lagana chahiye.
Helpful? LawRato LawRato

LawRato

Disclaimer: The above query and its response is NOT a legal opinion in any way whatsoever as this is based on the information shared by the person posting the query at lawrato.com and has been responded by one of the Divorce Lawyers at lawrato.com to address the specific facts and details.

Report abuse?

Comments by Users

No Comments! Be the first one to comment.

"lawrato.com has handpicked some of the best Legal Experts in the country to help you get practical Legal Advice & help."