LawRato

Aavashyak sahaayata hetu Nivedan


02-Aug-2023 (In Divorce Law)
Priy Vakeel jano, Aap sabko hamara Pranam, Ham Indore me rahte he. Hamara beta Nagpur me rahta he apni patni ke sath. Unka vivah 2018 me hua thaa. Parantu hamari bahu hamare bete ko marti Or pitatati he. Jab hamare bete ne hame yah jaankari di to hame uspar vishwash nai hua. Parantu jab unhone video or audio banaya tab hame vishwash hua ki hamari bahu hamare bete ko gandi Gaaliya deti he, Unko maarti pitati he, hamare bete ke samne hmko bhi gandi galiya deti he, or hame or hamare bete ko jhute dahej or paarivarik pratadna DV ke mukaddamo me fasane ki dhamki deti he. Hamara putra or bahu hamare yaha pichale 1 sal se ni aye hai. Hamare putra ne Nagpur ke thane me bahu ki shikayat darj karwa kar 323, 506 or 504 ka mukaddama dayar karaaya hai, hamara putra ab hamari bahu ke sath pichale 1 mahine se nahi rah raha he. Hamare purta ne bahu se talak lene ki arji bhi family adalat me prastut kar di he. Ab hamare putra ko dar he ki hamari bahu jhuti FIR karegi. Ap bataye ham kya kare.
Answers (1)

Answer #1
893 votes
hello aap Nagpur mein rahte hain marti pitai hoti thiaap hi bete ko Dahej pratha mein fasane ke liye Muslim ki dhamki Diya jata tha Nagpur ke khane mein mukdmama dayar kiyai hai pehel to mujhe apki case k bare m janna h kya h
Helpful? LawRato LawRato

Disclaimer: The above query and its response is NOT a legal opinion in any way whatsoever as this is based on the information shared by the person posting the query at lawrato.com and has been responded by one of the Divorce Lawyers at lawrato.com to address the specific facts and details.

Report abuse?

Comments by Users

No Comments! Be the first one to comment.

"lawrato.com has handpicked some of the best Legal Experts in the country to help you get practical Legal Advice & help."