Domestic violence and demanding dowry
08-Mar-2023 (In Divorce Law)
I am Hindu. Meri sister ki shadi Bareilly me hui thi. Uska Pati or SaaS use maarte hai . Jab se mummy Papa ki death hui hai , tabse or Jada atyachar karte hai. Police Ko bulate hai toh vo application likhwa k ghar bhej dete hai.
Or uske pati Ko 1 din jail me rakhkar Bina karyawahi kiye chhod dete hai.
Humne Mukadme wali application likhi par uspar kuch karyawahi nahi ho Rahi.
Hume guidance chahiye..kya kare Kahan se kare. Hum bahut pareshan hai.
jaisa ki aapne apni problem me mention kiya h police dwara vaar vaar aapkki Or se application dene ke karan bhi aapke sister k husband pr koi action nhi ho rah h aapne apna place question me nhi likha h aap agar police k dwara kaaryawahi nhi chahty h to aap court me suit file kr sakte h court se aap domestic violence and dowey case Or maintenance ka case file kijiye court aapki jaroor sunega
aap apni bahan ko Chala Salah dijiye ki vah Apne Pati se alag ho jaaye tatha family court mein maintenance ke liye mukadma dakhil Karen Aise Parivar mein Jahan Roj maarpeet hoti Ho Gali galoj Hota Ho vahan Rahana Chitra Nahin Hai kabhi bhi kisi Prakar ki anuni ho sakti hain aap apni sister ko Puri Tarah Se mental support Karen tatha use Aage Badhkar Kadam uthane Ke Liye where is Karan uchit Hoga Ki aap apne Janpad ke Kisi acche adhivakta se Sampark Karke Puri Tarah Se kanuni Baton ko Behtar dhang se samajh Jaawan. dhanyvad
Disclaimer: The above query and its response is NOT a legal opinion in any way whatsoever as this is based on the information shared by the person posting the query at lawrato.com and has been responded by one of the Divorce Lawyers at lawrato.com to address the specific facts and details.
Connect with top Divorce lawyers for your specific legal issue
No Comments! Be the first one to comment.
- माझी पत्नी मुलाला घेऊन माहेरी राहते तिच्या आई वडिलांनी भांडण
- I have file Criminal case but at present i have listed civil case
- Claim for child support without divorce
- Maintainance case ka e court app ki onine status ki jaankari leni hain
- Maintainance case ka e court app ki onine status ki jaankari leni hain
"lawrato.com has handpicked some of the best Legal Experts in the country to help you get practical Legal Advice & help."
439+ Lawyers are online
