LawRato

Father gave money to someone now refusing to pay back the money


22-Mar-2023 (In Recovery Law)
Sir Mere father ne 2013 me apane padosi ko 50 gaj ke liye 350000 Rupees diye the jab poore paise pahuch gay Tab wo bola ki ab koi plote nai hai. Mere papa ne kaha ki plote nai hai to hamare paise waapas kar do ab wo nahane Bana Raha hai Magar paise nai de Raha hai. Naa to wo paise de Raha hai or naa hi plote de Raha hai. Humne jo paise diye the wo naa hi kisi ke saamne diye or naa hi koi likhit Mai hai naa hi koi gawaah aaj 4.5 saal ho gay hai Magar wo hamare paise nai de Raha hai hamari aarthik haalat b sahi nahi hai sir please help us
Answers (5)

Answer #1
946 votes
Apke papa ne.paise chewe ke though diye th ye cash bht dari detils chiye hte h oaise toh recover uo.jynge lkn kch jankri ke baat aap.mere.email.adrss per msg kre.ya.fr mere.office me.aap.meting kr skte h
Answer #2
525 votes
Sir pehle to isme aap place of incident btao ki ye kaha pe hua hai and dusri cheez agar aapke favour me koi evidence nai hai ya koi writing me ye baat nai hai tab bhi aapko aapka amount with interest mil jaega. Paise nikalwane ke kaafi raaste hai if u want.
Answer #3
687 votes
Koi bat nahi
Aap pehl unhe ek legal notice bhejeiye
Apaise return krne k lie , uske Baad paise wapsi k lie dava dalega court me

Notice k Bina aap recovery nahi kr payenge unse.
Sath sath 420 ki complaint me skte hain , Usme jail b karwai ja skti hai unhe.
Answer #4
743 votes
You have two options. Civil suit, par last payment jab kari, ya jab usne dene ka vada kiya uske 3 saal ke andar. doosra criminal case, FIR lodge karo aur police proceedings dekho. Woh paise wapas kar dega, varna civil me limitation ki application ke saath case file kar do.
Answer #5
934 votes
Please file a police complaint for cheating and fraud. Further file a recovery suit against your neighbor before the court. Look for some evidence in order to prove that your father had given money to your neighbor.

Disclaimer: The above query and its response is NOT a legal opinion in any way whatsoever as this is based on the information shared by the person posting the query at lawrato.com and has been responded by one of the Divorce Lawyers at lawrato.com to address the specific facts and details.

Report abuse?

Comments by Users

No Comments! Be the first one to comment.

"lawrato.com has handpicked some of the best Legal Experts in the country to help you get practical Legal Advice & help."