LawRato

Wrong registration of land what can be done


11-Jan-2023 (In Property Law)
Mere pita ne 2002 me jameen bechi thi kreta ne us jameen par usi samay se kabij hai 3 sal pahle pata chala ki galat jameen ka bainama ho gaya hai jabki jameen ki chouhadi sahi hai kewal chak no galat hai us samay galti sudhar karne ke liye raji tha par ab kreta lalach ke karan mukar raha hai aur kanunan kabja lene ki kosis kar raha hai aur apne kabje ki jameen se jyada matra me mitti nikal chuka hai dastawej ke gawaho ke samjhane par bhi nahi man raha hai yesi paristhiti me hum kya kare kaise galti ki sudhar ho kyoki jo jameen bainama ho gaya hai mere ghar ke pass ki hai mai use dena nahi chahta kripe margdarsan kare
Answers (2)

Answer #1
515 votes
priye mitr - Sabse pehle to aap tatkal prabhaw se apne civil court mein ek injuction ka suit daliye aur is vyakti ko jameen se mitti nikalne ke liye rooke - bina court ke order ke aap rok nahi payenge. App ek prarthana patra SDM ko bhi de de kyuki aab jameen se khanan karna kanunan band hai . Stay ho jane ke baad civil court mein document thik karanae aur possesison ke liye mukadma kijiye.

Answer #2
603 votes
ज़मीन जो बेचीं थी उसकी भौतिक स्थिति तो वही थी उस समय भी और आज भी. चौहद्दी भी सही है . तो इसका मतलब हुआ की वही ज़मीन बेचनी थी और वही ज़मीन बेची भी. बस गलती सिर्फ इतनी हुई की चक नंबर गलत पद गया . ऐसी स्थिति में आप या क्रेता सिर्फ चक नम्बर को सही करवा सकता है.
अगर सही वाला चक नम्बर आपके मालिकाना हक़ में नहीं था तो आपको उस ज़मीन को बेचनी का हक़ भी नहीं था .

सही स्थिति से अवगत कराएं तो सही राय दी जा पाएगी.

धन्यवाद

Disclaimer: The above query and its response is NOT a legal opinion in any way whatsoever as this is based on the information shared by the person posting the query at lawrato.com and has been responded by one of the Divorce Lawyers at lawrato.com to address the specific facts and details.

Report abuse?

Comments by Users

No Comments! Be the first one to comment.

"lawrato.com has handpicked some of the best Legal Experts in the country to help you get practical Legal Advice & help."