LawRato

How to safeguard myself if parents are opposing my marriage?


24-Jul-2023 (In Family Law)
Mujhe apse kehna hai ki my ek ladke se pyaar karti hu 7 years se my usse shadi karna chahti hu lekin mere parents uske against hai myne police station gaithe tab meri age 15 years ab my 21 yearz ki hu aur mera boy friend 24 years ka hai my ye puchna chahti hu ke agar my police station jake unse kahungi ki mujhe usse shadi karna hai tu kya police wale hamare shadu karwadenge hamare parents ke against
Answers (1)

Answer #1
997 votes
Pehle Mujhe ye nahi maloom ke aap Muslim hai ya Hindu. App ka Boy friend kis Mazhab ka hai.

Agar aap dono Hindu hai, to aap Arya Samajh Jaa kar shadi kar sakte ho.
Agar Aap chahate hain ke koi mandir me shadi karen, to Aap apne doston ki madad se Mandir me Shadi Kareen, chahe to police ki bhi madad le sakte ho. Par mandir me shadi karne se aap ko shadi ke koi certificate nahi milega. Arya Samaj wale aap ko marriage certiicate dete. Wo aap ko kaam me ayega.

Agar Aap dono muslim hai to aap dono kisi khazi ke paas jakar shadi kar sakte ho. Sirf aap ko do gawah (Witnesses) hona chahiye. Wahan par bhi aap ko marriage certificate milega.

Us ke baad bhi aap chahe to police ke pass jakar police ki madad le sakte ho. Ya aap dono police ki madad pehle bhi le sakte ho.

Aap dono major (Balig) ho, isi liye aap apni zindagi ka faisla le sakte ho.

Disclaimer: The above query and its response is NOT a legal opinion in any way whatsoever as this is based on the information shared by the person posting the query at lawrato.com and has been responded by one of the Divorce Lawyers at lawrato.com to address the specific facts and details.

Report abuse?

Comments by Users

No Comments! Be the first one to comment.

"lawrato.com has handpicked some of the best Legal Experts in the country to help you get practical Legal Advice & help."