LawRato

What should I do if my husband is forcing me for divorce


23-Apr-2023 (In Divorce Law)
Meri shadi love marriage h 10 saal relationship me rahne ke baad humne shadi ki mere mata pita razi nhi the fir bhi maine apni shadi ke liye sare saman ki vaivastha ki ktuki mai sancida per karyarat urdu teacher hu shadi ke baad mere aasuraal walo ne meri sallry khatm karte gye mera atm card bhi le liya tha mai apni jarurat ka sara saman khud kridti thi mere husband shadi ke just baad mumbai chale gye lagbhag ek hafte baad shadi ko abhi ek saal bhi nhi hua beech me 4 mhine baad aaye the mere khatm kar diye the unke jane ke baad mere saaural walo ne bhut presaan kiya mai maike a gyi 4 mhine maike rahne ke baad mai is riste ko bxhane ke liye aasural gyi issart per ki mai job nhi karungi mere waha jane per mere sasuraal wale job karne ke liye mujhe vhut peesan karne lge mai maike ayi aur job ke liye kahato mere pti ne kaha aane ki jarurat nhi kyuki meri dwa band kar di gyi thi to maine job ka socha mere pti lagbhag 8 mhine ho gye aaye nhi unhe talak xhahiye mai talak nhi chahti pleasehel
Answers (2)

Answer #1
782 votes
Police mein complaint darj karne ka dhamki de sakte hain, aapke paise koi bhi kharch nahi sakta. Aap apne Pati se baat kariye, phir bhi aise hi chala toh Mahila police Thane mein jaake ek complaint darj keejiye. Aapko pareshaniya Kam hongi. Ek baat kehesakta hoon, aapke Pati aapka saath nahi denge toh maamla bigadbhi sakta, aur talak dene par majboor ho jaye. Mera Salah yen hai ki, aap ek independent aurat honeke nate, Kyun itni pareshaniya jhel Rahi hai. Ek vakeel se miliye, aapko legal advice ki sakht jaroorath hai
Answer #2
985 votes
Hi....if you dont want to give divorece then after you getting summons from the court you file your vakalath and take a petition copty from the court and after that you can file a objection on the same.
Thank you

Disclaimer: The above query and its response is NOT a legal opinion in any way whatsoever as this is based on the information shared by the person posting the query at lawrato.com and has been responded by one of the Divorce Lawyers at lawrato.com to address the specific facts and details.

Report abuse?

Comments by Users

No Comments! Be the first one to comment.

"lawrato.com has handpicked some of the best Legal Experts in the country to help you get practical Legal Advice & help."