LawRato

Plot agreement realted Law help.. plz help me for out of the this defi


19-Oct-2023 (In Civil Law)
Hello sir Sir hmara plot hai.. Use bechne k liye hmne ek 100rupees ke stamp pe agreement kiya tha jisme usne hmare sath dhokebaazi kiya Hai ..usne agreement Marathi language m likhwaya tha aur Usme usne yeh mention kiya ki Usko registery bhi hm krwa k dege ND sare tax etc Clare krke dege aur date 24/6/2019 se 24/7/2019 but usse Hmari yeh baat nhi hui thi... Aur hme ye pata nhi tha ek glti se agreement sign Ho gya aur usse hmne 50thousend amount le liya but ab Woh baki amount bhi nhi de raha h aur hm use kahe rhe h apne paise wps le le toh kaheta h notice bheja h tmhe.. Aur hme abhi tk koi notice nhi aya ab hm us plot ko kisi aur bechna chahte h to aap help kariye Kaise hm solve kre yeh problem ..
Answers (2)

Answer #1
744 votes
आप ने स्टम्प रजीस्टर कर दिया हैं या नोटरी ? अगर दोनो नहीं तो . आप के पास दो आपशन हैं १) agreement नही हुवा ऐसे बता सकते. २) आप agreement मान्य कर उसे वह agreement cancel करने के लिऐ लिगल नोटीस भेज सकते हैं. जादा
Helpful? LawRato LawRato
Answer #2
866 votes
Aapko Ghabrane ki jarurat nahi hai, kyunki Zameen Bechte-Kharidte Waqt - Registration karana bohot hee jaruri hota hai. Registration and Stamp Duty pay karni padti hai, tabhi hee Property transfer hoti hai. Uske baad Saatbara pe naam chadana padta hai, kyunki aapke case me yeh sab kucch nahi hua, isliye Zameen ka malikana haq aapke pass hee hai, aap jab chahe kise bhi property bech sakte hai.

Raha sawal unke aur aapke beech me Signed Agreement ka, toh wah agreement legally void aur invalid hai, uski koi manyata nahi hai. Uss party ke khilaf aap FIR bhi karwa sakte hai.
Helpful? LawRato LawRato

Disclaimer: The above query and its response is NOT a legal opinion in any way whatsoever as this is based on the information shared by the person posting the query at lawrato.com and has been responded by one of the Divorce Lawyers at lawrato.com to address the specific facts and details.

Report abuse?

Comments by Users

No Comments! Be the first one to comment.

"lawrato.com has handpicked some of the best Legal Experts in the country to help you get practical Legal Advice & help."