LawRato

Uprc 116 and 117 ke tahat batwara


13-Sep-2025 (In Property Law)
अगर खेत की जमीन में कोई सह खातेदार मकान बना लेता है और उसका भाई खेती कर रहा है और उसकी जमीन का क्षेत्र कम हो गया है यूपीआरसी की धारा 116 के तथा बटवारा संभव है या नहीं लेखपाल बोल रहा है मकान बन जेन के करण बटवारा संभव नहीं है
Answers (2)

Answer #1
850 votes
Hello sir 116 ki proceeding hamare hisse ko safe karne ke liye hoti hai aur jab hamare hisse me koi aur kabja karne lagta hai to uske liye hi 116 me jate hai isliye aap 116 aur injunction dono kar skte hai
Helpful? LawRato LawRato
Answer #2
639 votes
aapki samasya Krishi Bhumi Mein Nirmit Makan ke sambandh mein hai ismein spasht roop se aapko batana Chahunga ki 116 Ke antargat Jab aap Khata ka vibhajan karate hain aur jab Khata ka vibhajan ab kara lete hain Purab Paschim Uttar Dakshin jo bhi Disha Hai uski chauhaddi ke anusar aapka Khata Koi bhajan ho jaega yadi do pachta rahe 3:4:4 hai to 1 / 2 1 / 3 / 4 jo bhi ho Uske according Ho but jaega Ka Mamla Hai Aur Uske sambandh Mein Baithe Hue Khet ke paimaish ke Mamla Hai To Bate Hue Khet ko paimaish ke liye aap sambandhit antargat dhara 24 Kyunki aapane koi spasht vivaran nahin diya hai ki kitne Bindu per Kitna Hak Hisse per Makan bnao Kitna Sahan Hai Kitna kya hai aisi sthiti Mein yadi default Ishu hai to aap Civil Court se uski Batwara Karke Apna Hakikat Nirmit kara sakte hain aur Commission Jari Karke usko napwa sakte hain
Helpful? LawRato LawRato

Disclaimer: The above query and its response is NOT a legal opinion in any way whatsoever as this is based on the information shared by the person posting the query at lawrato.com and has been responded by one of the Divorce Lawyers at lawrato.com to address the specific facts and details.

Report abuse?

Comments by Users

No Comments! Be the first one to comment.

"lawrato.com has handpicked some of the best Legal Experts in the country to help you get practical Legal Advice & help."