LawRato

Hum teen behene kya kare plzzz help


13-Mar-2026 (In Property Law)
Mere father aur eklaute brother ki deth ke baad bhabhi ne dehej pratha aur sari proparty pe mukadma kiya bhabhi ke koi baby nhi hai.meri maa aur sabse choti behen hum baki teen beheno aur bhabhi ke sath dhoka karke kisi ko kuch dena nhi chahti.mukadme ke dauraan maa ne ghar jo ki maa ke sirf naam tha choti behen ko daan kar diya.bhabhi ke vakeel ko bhi khareed liya .baki do proparty jo ki ek papa aur maa ke naam joint hai and dusri bhai aur papa ki joint hai..bhabhi ab mukdma chodne ka soch rhi
Answers (2)

Answer #1
551 votes
aapki mother k naam jo bhi property h uski vehalik h or wo kisi ko bhi de sakti h lekin jo property aape papa ki or bhai ki h usme aap sabhi bahano ka adhikaar h aap usko claim kr sakti h or aapki bhabhi jo h unko sirf aape bhai ki jo naam h wahi property milegi usme unka right h
Helpful? LawRato LawRato
Answer #2
764 votes
आपको जो भी समस्या से संबंधित है आप कृपया पहले अपनी डिटेल शेयर करिए इसके बाद ही हम आपको कुछ बता सकते हैं क्योंकि जब तक हम आपकी पूरी समस्या को नहीं सुनेंगे हम आपको कोई भी समस्या का समाधान नहीं दे सकते हैं
Helpful? LawRato LawRato

Disclaimer: The above query and its response is NOT a legal opinion in any way whatsoever as this is based on the information shared by the person posting the query at lawrato.com and has been responded by one of the Divorce Lawyers at lawrato.com to address the specific facts and details.

Report abuse?

Comments by Users

No Comments! Be the first one to comment.

"lawrato.com has handpicked some of the best Legal Experts in the country to help you get practical Legal Advice & help."