LawRato

In govt. Job police verification effect due to section 151


27-Aug-2023 (In Criminal Law)
Sir mujhe pr police ne 151 lagakr pakda tha then court se jamanat Hui thi to mujhe ye puchna tha ki in future Meri govt. Job lagti h to usme police verification hota h to usme koi problem ayegi Kya
Answers (1)

Answer #1
807 votes
no Yahan per Dhara 151 ke tahat agar aap ke khilaf Mamla darj hota hai to usmein police investigation Karke aapko Chhod Deti Hai Ya Khud bhi Chhod sakti hai koi dusra Criminal Case aap ke khilaf darj Nahin he aur uske ismein aap ko court Saja Suna Deti Hai tab aap jail Chale Jaate Hain aap ki sarkari naukri par effect padta hai jab tak police charge ke against Mein Prem nahin kar deti tab tak Kisi bhi Prakar ka koi Fark sarkari Naukari Mein Nahin padta hai is 151 ke case Mein sarkari Naukari pane mein aapko Kisi bhi Prakar ki koi dikkat nahin Aaegi Mujhse Sampark kar sakte hain

Disclaimer: The above query and its response is NOT a legal opinion in any way whatsoever as this is based on the information shared by the person posting the query at lawrato.com and has been responded by one of the Divorce Lawyers at lawrato.com to address the specific facts and details.

Report abuse?

Comments by Users

Rahul
Sir , mein abhi govt job karta hoon, or mere uper IPC section 151,323,341 ka charge hai. Meri nokri par kya effect hoga .

"lawrato.com has handpicked some of the best Legal Experts in the country to help you get practical Legal Advice & help."