LawRato

Makan kabza kar liya Chacha ne


24-Jan-2025 (In Property Law)
Mere father ne 1984, mein ek Gira pada Makaan Kharida us Samay Mere father private job Karte the aur UnHone Mere sage chacha ko ghar ko Banwa Ke Usme dekh rekh rehne Ke liye De Diya Tab Se Mere chacha Us ghar mein Rah rahe hain mere father ki death 2002 me ho gyi hum us ghar me aate jate the chacha se Zikr bhi Kia uska ki Aap Kharid lo Ya ghar De Diye Humen Humko Apna tarike se Rahenge banwa ke cha-cha Abhi Chupke Se ek Sarkar Ke खिलाफ मुक़ादामा करके 67क आदेश करवा liya. .bainama aise hua ki shyam lal ne 1984 me mere father ko gira pada makan bainama kar diya aur 2019 me mere sage chcha ne afroz vs ramlal ( ram lal पुत्र श्याम लाल jo mere pitaji ko 1984 makan bech chuke hai inke ladke se mere chacha sdm ke wha mukdama dkhil karke apna naam khatouni par darj karwa liya ye keh kaआवासी zameen ko abadi me convert ka aadesh parit karwa ke apna naam khatouni pr darj karwa liya mukadam me ye kaha ki mere bhai ne ghar kharida tha usko banwa kar main 30 salo se reh raha hu is ko abadi घोषित kar diya jaye ye order
Answers (1)

Answer #1
515 votes
abadi land means a land which is village land on which residential plots are there it has no commercial value once the land is declared abadi khataouni dark karva diya yeh gear debate 30 years ho Gaye to drkhte hai
Helpful? LawRato LawRato

Disclaimer: The above query and its response is NOT a legal opinion in any way whatsoever as this is based on the information shared by the person posting the query at lawrato.com and has been responded by one of the Divorce Lawyers at lawrato.com to address the specific facts and details.

Report abuse?

Comments by Users

No Comments! Be the first one to comment.

"lawrato.com has handpicked some of the best Legal Experts in the country to help you get practical Legal Advice & help."