LawRato

Aaropi Ko Jaldi Arrest Karane Ke Sambandh Me


12-Jul-2025 (In Criminal Law)
Mere saath saadi ka vaada karke deepak bhagat ne baar baar physics relationship banaya aur fir maarpit kar ke bhaag gaya wo. Chhor diya mujhe. Wo farar hai 2 mahina ho chuka hai fir file kiye huye lekin wo ab tak nahi pakda gaya hai. Civil court se bail reject ho chuka hai uska. Abhi high court me bail petition file ki hai usne fir bhi pakda nahi gaya hai. Uske maa baap ne cast ko lekar mujhe insult kiya. Wo log use chhupa rahe hain. Wo aaropi bahut hi influential family se hai. Eklouta beta hai wo. Uske ghar ke sadasya bhi police hain. Maansik roop se mai pareshan ho chuki hu. Paiso ke karan wo bach raha hai. Trial shuru nahi ho pa raha hai samay par. Mai gareeb family se hu. Aisi situation me mai kya karu
Answers (1)

Answer #1
943 votes
आपको पहले हाई कोर्ट से बेल की सुनवाई की तिथि एवं फ़ाइनल ऑर्डर के बारे में जानकारी लेनी चाहिए. यदि उसका एंटिसिपेटरी बेल हाई कोर्ट से रिजेक्ट हो जाता है तो फिर उसको अरेस्ट करने के लिए स्थानीय पुलिस से आग्रह कर सकती हैं. यदि अभियुक्त बहुत दिनों से कोर्ट के समक्ष उपस्थित नहीं हो रहा है तो आप उसके विरुद्ध नन-बेलेबल वारंट जारी करने के लिए पीटिशन दे सकती हैं. एसएसपी से मिलकर भी आप अभियुक्त की गिरफ्तारी सुनिश्चित करने हेतु आग्रह कर सकती हैं.
Helpful? LawRato LawRato

Disclaimer: The above query and its response is NOT a legal opinion in any way whatsoever as this is based on the information shared by the person posting the query at lawrato.com and has been responded by one of the Divorce Lawyers at lawrato.com to address the specific facts and details.

Report abuse?

Comments by Users

No Comments! Be the first one to comment.

"lawrato.com has handpicked some of the best Legal Experts in the country to help you get practical Legal Advice & help."