LawRato

Rakba se adhik registeri ke sambandh me


27-Sep-2023 (In Property Law)
Chak number 226 rakba 539 me 1/2 ke hisedar inhone apna rakba ko do bar me registeri kiya pahli bar me 156 ayr aur dusri bar me 154 ayr ek Hi aadmi ko registeri hua dono bar Jo registeri hua hai 310 ayr rakba se 40 ayr jyada 310 ayr pe kharij ho gya hai isse bachne ka koi upay
Answers (1)

Answer #1
817 votes
aapko pahle yah Janna padega ki chakbandi abhi Gaon Mein Lagu hai ya nahin Agar Lagu Hai To chakbandi ke pravdhan ke antargat aapko karyvahi Shuru karni padegi aur bainama nirastikaran ki karyvahi karni padegi aur Agar chakbandi samapt Ho Gai Ho Dhara 52 lagu ho gai hai the UN paristhitiyon mein aapko Deewani nyayalay Mein pahunch kar bainama nirastikaran ka mukadma dakhil karna padega
Helpful? LawRato LawRato

Disclaimer: The above query and its response is NOT a legal opinion in any way whatsoever as this is based on the information shared by the person posting the query at lawrato.com and has been responded by one of the Divorce Lawyers at lawrato.com to address the specific facts and details.

Report abuse?

Comments by Users

No Comments! Be the first one to comment.

"lawrato.com has handpicked some of the best Legal Experts in the country to help you get practical Legal Advice & help."