LawRato

Agar contested divorce hai tu court kaise maintenance amount decide karta hai, jaise mai ek private


01-Sep-2023 (In Divorce Law)
Agar contested divorce hai tu court kaise maintenance amount decide karta hai, jaise mai ek private job Mai hon aur salary 10'000 monthly miltee aur secondly agar job chali jaati hai Tab mai kaise maintenance dongay, tab aisi condition Mai court kaise maintenance amount decide karegee?
Answers (3)

Answer #1
701 votes
Sar sabse pahle Court yah Dekhti Hai Ki Mahila per kya kya jimmedari hai kya bacche Usi ke pass rahte hain School Jaate Hain kya abhi chote kya bacche hai hi Nahin ine Sab Baton Ko Dekhkar Court apna Faisla Deti Hai ki agar jimmedari Nahin Hai Koi bacche Nahin Hai to use Gujara Bhatta ke roop mein 2000 se 25 so rupaye dilaye Jaate Hain aur Rahi Baat aapki salary ki to agar aap Naukari bhi nahin karte ho Tu Bhi aapko apni biwi ko Gujara Bhatta dena pdega ye aap ki jimmedari hai isase aapko tabhi hi chhutkara milega ki vo kisi se sadi kar le anyatha Nahin
Helpful? LawRato LawRato

LawRato

Answer #2
972 votes
contested matter me court salary ka 30-40% hissa maximum condition me dilwa sakti hai. or future ka koi role nahi hota ha ho sakta ha ki apki salary badh bhi jaye. ya dono me se koi ek party ki death ho jaye. so future ke upar court faisla nahi deti. sirf aj ki condition ko consider kiya jata ha.
Helpful? LawRato LawRato
Answer #3
687 votes
yah sab ki jankari case Ladne per hi mil payegi . vahin se decide Hoga kitne maintenance Milega aur Kitna Nahin Milega . Asus ke bare mein Kuchh Bata Dena Sambhav Nahin Hai. isliye Rakesh ladte Raho aur vahan per Jo Ho Vahi se pata chal Jaega ki kya ho raha hai aur kya Nahin ho raha hai
Helpful? LawRato LawRato

Disclaimer: The above query and its response is NOT a legal opinion in any way whatsoever as this is based on the information shared by the person posting the query at lawrato.com and has been responded by one of the Divorce Lawyers at lawrato.com to address the specific facts and details.

Report abuse?

Comments by Users

No Comments! Be the first one to comment.

"lawrato.com has handpicked some of the best Legal Experts in the country to help you get practical Legal Advice & help."