LawRato

Can daughter claim share in parent's property after marriage


25-Jan-2023 (In Property Law)
Mam mujhe ye Janna he Ki sadi suda beti ko beti ke mata pita Ki sampati par adhikar he ya nhi yadi pita Ki mratyu ho jati he or sampati ka batwara nhi hua he ab mratyu ke baad mata jinda he to kya ma hissa kar Sakti he subhi ke
Answers (1)

Answer #1
794 votes
Aapke sawal main teen point hain jinka jawab is prakar hai.
1. Beti (Kunwari aur Shadishuda dono) ka hi adhikaar keval Pita (not Mata-Pita) ki paitrik (ancestoral) property mein hota hai.
2. Pita ki mrityu ke baad unki paitrik sampatti mein mata, beta aur beti ka samaan adhikar hai.
3. Uprokt teenon mein se koi bhi batwara maang sakta hai.

Disclaimer: The above query and its response is NOT a legal opinion in any way whatsoever as this is based on the information shared by the person posting the query at lawrato.com and has been responded by one of the Divorce Lawyers at lawrato.com to address the specific facts and details.

Report abuse?

Comments by Users

No Comments! Be the first one to comment.

"lawrato.com has handpicked some of the best Legal Experts in the country to help you get practical Legal Advice & help."