LawRato

Can I marry a married woman when 498A case is already running on me


05-Mar-2023 (In Criminal Law)
Situatiuation yeh hai ki meih ek apni bachpan ki friend se saccha pyar karta hu,uski shaadi ko 9 saal ho gaye hai aur ek 8 saal ka baccha bhi h, uska husband use bahut maarta hai aur wo bahut pareshan rehti h,uske bhai papa behen ka bhi koi support nahi hai, Aise m wo mere saath apni jindagi bitana chahati h,meri bhi shaadi ho gayi hai aur mere upar b 498a ka case chal raha hai,kyoki mere relatives ne mujhe galat jageh fasa kar shaadi karwa di, aise meih mujhe kya karna chahiye jisse ki m us ladki ka sahara ban saku,kya use bhaga ke le jana sahi hoga,kyoki wo divorce ka case b nahi file kar sakti hai kyoki agar uske ghar m pata chal gaya to use wo log bahut torture karege Pata nahi sir/madam m apni baat aapko kitni acchi tareh se samjha paya hoga par pls agar koi solution ho to pls bata degiye m use air uske bacche ko lekar bahut pareshan rehta hu sir Thanks sir/madam
Answers (3)

Answer #1
699 votes
Agar Aap ladki ko lekar bagte hai to aapke upar apaharn,ladki bhgane ka case ho jayega .aap bina us ladki ka talak krwaye dubara sadi nhi kr skte aur aapko apni wife se bhi tlak Lena pdega kyoki hindu merrege act ke anusar aap 1wife rakh skte hai
Answer #2
804 votes
Aap dono aapas me shadi nahi kar sakte ho,bina talak[divorce] diye. rahi baat 498A section ki,jab tak uspar court ka decision nahi aajaata tab tak aap talaak nahi le sakte ho. pahele ya to aap 498a par apni patni se samjhota karo,aur baad me aap legal grounds par divorce petition file karo. saath me apki friend ko bhi apne pati se divorce lena hoga,tabhi aap dono ek doosre se shadi kar payenge,otherwise nahi. second marraige not allowed or void during first marraige. ok thank you.you can me.
Answer #3
741 votes
sabse pahale aapko section 13 mai ja kar divorce lenaa hoga .eske baad aapne bachpan ke dost se kaho ki bo bhi aapne ma baap se baat kar aapne pati se divorce le.....tabhi ja kar aap log kanunan sath rahne ke ya shadi karne me liye sahi hoge.....lekin

Disclaimer: The above query and its response is NOT a legal opinion in any way whatsoever as this is based on the information shared by the person posting the query at lawrato.com and has been responded by one of the Divorce Lawyers at lawrato.com to address the specific facts and details.

Report abuse?

Comments by Users

No Comments! Be the first one to comment.

"lawrato.com has handpicked some of the best Legal Experts in the country to help you get practical Legal Advice & help."